بادباں کھلنے سے پہلے

badban khulne se pahle ka ishara dekhna
main samandar dekhti hun tum kinara dekhna

Jetne main bhi jahan ji ka zayan pehlay say ho
Aisi bazi haarne main kia khasara daikhna

yun bicharna bhi bahut asan na tha us se magar
jate jate us ka wo mur k dubara dekhna

Post a Comment

0 Comments