بچھڑنا ھے تو جھگڑا کیوں کریں ہم

Naya ik rista paida kun karain hum
Bicharna hai to jhagra kyn karain hum
Khamshi say ada ho rasm e doori
Koi hangama barpa kyn karain hum
Ye kafi hai k hum dushman nhi hai
Wafadari ka dawa kyn karain hun
Wafa ikhlas qurbani murawat
Ab in lafzoon ka pecha kyn karain hum

Post a Comment

0 Comments