وطن کی مٹی گاہ رہنا

Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna
Watan ki mitti azeem hai tu
Azeem tar hum bana rahe hain,

Teri zameen key yeh chand tare hain jin ki aankhon mein pyar tera
Sadaqaton key diye jala kar barha rahe hain waqar tera

Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna

Post a Comment

0 Comments